Chand tare zameen par lane

Chand tare zameen par lane 

Chand tare zameen par lane ki zid thi Hamein unko apna banane ki zid thi Achcha hua woh pehle hi ho gayi bewafa Warna unhe pane ko zamana jalane ki zid the

Jab dil mein hai dard

Jab dil mein hai dard

Jab dil mein hai dard kehlaata ha palkon pe aate hi ashk ban jata ha de do jo tum ise likhai ka roop to safhe pe aate hi sher samaj aata ha 

Hath Pakardny ka wada tha

Hath Pakardny ka wada tha 

Hath Pakardny ka wada tha magar hath chura liya jiski jise zarurat thi khuda ny mila diya shikayat bhala karain kis sy Meri taqdeer nay sachai ka chehra dikha deya

Kabhi apni galiyon sy

Kabhi apni galiyon sy 

Kabhi apni galiyon sy kabhi bazm-e-sham say Awaaz day raha hoon tujhy har muqam say Ye teri zulfon ka ghana andhira ha Ya bujha diya hai chiragon ko sham say

Payar To zindagi Ka Afsana Ha

Payar To zindagi Ka Afsana Ha 

Payar To zindagi Ka Afsana Ha Iska Apna Hi Ek Tarana Ha Pata Hai Sbko Milenge Sirf Aansu Par Na Jaane Duniya Me Har Koi Kyun Is ka Diwana Ha

Kaanch ki tarha k diL hoty hain

Kaanch ki tarha k diL hoty hain

Kaanch ki tarha k diL hoty hain hm gharibon ka Kbhi toot jaty hain to kbhi torr diye jaty hain

Dil k rishty ka koi | Dream Shayari | Fm99Chat

Dil k rishty ka koi 

Dil k rishty ka koi naam nai hota Maana k is ka koi anjaam nai hota Agar nibhany ki Chahat ho dono taraf Tamaam umar koi rishta nakaam nai hota 

Ham tery hijar main

Ham tery hijar main

Ham tery hijar main andar sy toot jaty hein zinda rehty hain mager andar sy toot jaty hein jb kabhi bolta hai hans k kisi aur say tu kitny khanjer mery seeny main uter jaty hein